ARSHAROGA (PILES)

Gudvalyan 3 hoti he

1.Samvarni

2.Visarjani

3.Pravahani

NIDAN-

atisar,grahni,arsh, ye teeno ek dusare ke nidan he.


BHEDA

charak 7 (1+6)

sahaja

uttarkalaja

1.Vatika

2.Paitika

3.Kaphaja

4.Sannipataja

5.Dwandaja

6.Raktaja

punah

1.Shuska

2.Aardra

susrut

1.Vataja

2.Pittaja

3.Kaphaja

4.Sannipataja

5.Sahaja

6.Raktaja


ARSHA KE PURVARUPA

vistambhoannasy daurvalyam kuchheraatop ev cha.

Kaarshyamudaarbaahulyam sakthisaadoalpvitakta.

Grahnidosapaandvarteraashanka chodrasya cha.


LAKSHAN

vatarsh

shusk,mlan,charcharane wale,kadhin,parus,vakra,kate phate,shul,aachhep,banchhakakoda phal ke saman tatha ver ,khajoor ki tarah ke arsh (vat pradhan) hote he.
Snigdh tatha usna padartho ke sevan se labh.
Pravahika,vrasan aur urusandhi me jakdan ki prateet.


PITTARSHA KE LAKSHANA

maansaankur ke mukh neele rang ka tatha varn laal,peela athwa kala.
Patla durgandha yukta raktasrav.
Maso ki aakrati tote ke choch ya yakrat ke saman.
Gudpak,daha,jwar,svedpravrati,trasna,murchha, tatha baichaini ityadi updrav.
Ankur sparsh me usna,jau tatha matar ki bhati madhya me mote tatha aadi ant me patle.
Mal patala,neela-peela evam amyukta


KAPHARSHA

mason ki jade kaphi gahari tatha ghane,halki pedayukta,svetvarna,snigdh,stabdh,gol,guru,sthir,pichhil,stimit,kanduyukta,sparsh me shukhkar,bans ke ankur athwa munakka ke saman hote he.

Vanchhado me bandhan ki prateeti.

Swas, kas,mukhvairasya,aruchi,peenas,prameha,mutrakrachha,mastiska-jadta,vaman,napunsakta.


TRIDOSAJA

sabhi doso ke laksano se yukta.


SAHAJAARSHA

ankur chhote athwa bade,gol,tede muh wale,jaalidaar tatha andar ki taraf mukh wale.
Rogi janm se ati durbal,deen,chheed,vibadh adhovayu ki atipravrati se yukta.
Kabhi vibandh kabhi dravmal ki pravrati,kabhi aam kabhi shuskmal ka kasta.
Udavart,udar me gudgudahat,gudpak,prameha,hratpradesh ka shlesma se lipt rahna, durbal,mandagniwala,alpvirya,vaman,atisar,chhardi,aruchi ityadi.


RAKTAASHA

vatpraroh,praval(munga),gunjaphal ke saman akrati wale evam pittarsh ke laksano se milte julte laksano walo.
Kadhin mal-pravrati ke karan masse phut jate he ati raktasrav hota he.Aisi sthit me rogi ko shir me shul,achhep aadi.Rakta patala,lalvarn tatha phenyl.Kati,guda,uru. Evam mastiska pradesh me ati shul hota he rogi raktalp tatha durbal ho jata he.

SADHYATAASADHYATA

yadi hath pair,mukh,nabhi,guda,andkos me shodh ho,hraday va parsva me shula ho,to asadhya hota he.

Sahaja ,tridosaja tatha tratya vali ka arsh asadhya hota he

dusari vali ka ya 1 vars purana arsha -krachhasadhya hota he.

Baha vali ka ya 1 vars wala,kam din ka sukhsadhya hota he.

Arsha ka complication-badhagudodar


CHIKITSA SIDHANTA

1.Bhesaja prayoga

2.Chharkarma

3.Shastrakarma

4.Agnikarma
-suchika bharan,chharsutra bandhan,chhedan,shandashan,daah.


shastrakarma,chharkarma,agnikarma ka complication-punsatvanash,gudashodha,gudabhrans.

SHUSKA ARSHA KI CHIKITSA

snehan,svedan,avgahan(sitz bath)

DHUMA PRAYOGA

kale sanp ki kechul,suar,unta,chamgadad ka charbi,madar mula ka dhum.

LEPA-

haridhaadi churna pralepa.Hartaalaadi pralepa.

TAKRAARISTA-vata-kaphaja arsh ke lye sresth.

PATHYA-basmati,laldhan,bathua,makoypatra,jau,gajar,chaurai ka saag.

YOGA

abhyarista

dantyaarista

phalaarista(krasnaatray)

kankaarista(sarir ki kanti swarna ke saman karta he)

PRACHHALAN-bhang ki patti ke uble jal se.



AARDRA/RAKTAARSH CHIKITSA

dusit rakta ke nikal jane ke baad hi rakta ko band karna chahiye.

Bathue ke patra ka rasa bakari ke dudha se.

Pyaz ka shaak takra se.

Masur ki daal khatte takra se.

PATHYA

chawal,arhar,munga,saanvaa,kodo.

PICHCHHA VASTI

rakta srav ko rokne ke lye.

SUNISANDAK CHANGERI GRATA

CHHAR KARMA

adham-narvotsedh praman

madhyam-dwiguna

uttam-triguna

100 tak ginti ka samay.

Chharkarma se purva masse ka lekhan karte he paschat chhar ka prayoga kya jata he.Samyak chhar se pake jamun ki bhati tatha kuchh niche masse chhuk jate he. Iske baad amla padarth (kaanji,dahi,sukti,mastu) se dhokar mulaidhi churna ka grata ke sath lep kya jata he.