GULMA (LUMPS OF HOLLOW ORGANS)

DOSA-DUSY-ADISTHAN

DOSA-tridosa,vata-pradhan

DUSYA-nirasray

ADISTHAN- parsvadway,hraday,nabhi.basti

SROTAS-mahasrotas(aamaashay.pakvashay)


PURVA RUPA

Udgar-bahulya
malbadhata
trapti
asaamarthya
aantrakujan
aatopa
aadhyman
apakta
ashakta
ajirna


SAMANYA LAKSHAN

aruchi
malmutra evam apaanvayu ke nikalne me kathinta
aantravikunjan
aanaah
urdhwavata


BHEDA

1.VATAJA GULMA

2.PITTAJA GULMA

3.KAPHAJA GULMA

4.TRIDOSAJA GULMA

5.RAKTAJA GULMA

vagbhatta ne antargulm tatha baha gulma ka barnan bhi kya he.

Gulmo ke 5 stgan -parsvadwa,hraday,nabhi,vasti.

VATAJA GULMA -NIDAN EVAM LAKSAN

Yah sthansansthanrujaam vikalpam vidvatsangam galvaktrshosam.

Syavaaruntvam shishirjwaram cha hratkuchhiparsvaansashirorujam cha.

Karoti jirneabhyadhikam prakopam bhukte mradutvam samupaiti yascha.

Vatat sa gulmo na cha tatra ruksham kasaytikta katu chopshete.


PITTAJA GULMA KE LAKSHAN

jwarah pipasa vadanaangasagah shulam mahajiryatl bhojane cha.

Swedo vidaho branvachcha gulmah sparshaasahah paittikgulmrupam.


KAPHAJA GULMA

Staimityasheetjwargatrasaadahrallaskasaaruchigauravaani.

Shaityam rugalpaa kadhinonnatatvam...


SANNIPATAJA GULMA

'nischay gulma' charak



RAKTAJA GULMA

1.rit u kaal me aniyamit bhojan

2.bhay

3.rukstakarak ahar vihar ka sevan.

4.adharnya vego ko rokna

5.rakta stambhak aushadh ka prayoga.

6.ullekhan (vaman)

7.yoni roga

raktaja gulma me kabhi kabhi spandana evam shul bhi paya jata he isme garbha ke saman lakshan bhi paye ja sakte he.


ANTARGULMA

jab gulma antraasrit go kar gahrai me pravesh jar chuka ho. .isme jadharaagni tatha varna evam bal ka bhransha hotta he evam malmutraadi ke vego ki pravrati kam ho jati he


BAHA JULMA

BAHa ango me hota hai. Kosdhavyavo me adhik peeda nahi hoti he. Gulma ka varna pheeka tatha bahari bhag me utseth dikhaye deta he.


SADHYATAASADHYATA

asadhya

tridosaja gulma

jisne apni jada sthir karle ho. Yadi gulma kramshah vradhi ko prapt ho raha ho. 0adi gulma ke sath trasna, tandra ,pratishyaay bhi sath ho.


CHIKITSA KRAM

SNEHAN-bhojan, abhyanga,niruh,anuvasan vasti.

SVEDAN-nabhi ke upar gulma hone par sneh pan
nabhi ke neeche gulma hone par vasti.

VAMAN-kaphajanya laksan hone par.

VATIKA GULMA-

snehpan, niruh ,anuvasan,virechan(pitta vradha hone par) raktamoksan


AUSADHA

vyusadaadi grat

hingusauvarchalaadi grat

pipilaadh grat

hinguaadi churna (vata kapha gulma),

erand tail

lahshun chhir

shilajeet

SVEDA-nadi,prastar,shankar

VASTIYAN-niruh,anuvasan,

PATHYA-usnavirya drava,snigdh ahar dravya.

PITTAJA GULMA

sansrashan,gratpan,chhirvasti,tilvakgrat(virechnaarth) rakta moksan

GULMA KI 3 AVASTHAYEN

aam, pachyaman,pak(sastrakarma)

ABHYANTAR PAKVA GULMA-puy,vaman ya mal ke sath nikalta he.10-12 din tak rokne ka prayas na kare.

CHIKITSA- tikta dravyo se sidha grat me madhu milakar prayog kare.

AUSADHI-rohinyaadh grat,taasaa grat.

VIRECHANA-draksa(taja angur) va haran (taji) ka svaras guda se.

ABHYANGA- chandanaadi tail.


KAPHAJA GULMA

vaman,langhan, usnadrava,laghu va tikta ras vilyan (vimlapan),svedan,arista(madira). Chhar va katu dravyo ke sath gratpan. Rakta moksan agnikarm.

1 din ya 2 din ya 3 din ke antar se chhar ka prayoga kare.


CHHAR KE GUNA

madhur evam snigdh kaph ko chharan svabhav hone ke karan aashay ko kaat kaat kar neche ke marg se bahar nikal deta he.

AUSADHA

bhallatakaadh grat

balvaj ghas ya kush

shalya chikitsa

VIRECHANAARTH-trivrat, neelani grat, dantaharitaki.


SANNIPATAJA GULMA

misrit chikitsa


RAKTAJA GULMA

10 maas baad,snehan,svedan,virechan karke shastrakarm-bhedan kare. Palash chhar ka prayog.

YONI VISHODHANA- suar aur machhali ke pitta se bhigi varti.

UTTAR VASTI-dhudh ,gomutra,yavchhar,dashmula kwath.