KRAMI ROGA (HELMINTHIC DISEASES)

BHEDA

sarv pratham kramyo ke do bheda he.

1.Sahaja (avaikarik)

2.Janmottar (vaikarik)

vaikarik ke punah 2 bhed he

1.Baha krami

2.Abhyantar krami

baha kramyo ke 2 bheda he

1.Yuka(ju)

2.Pipilika (liksa)

abhyantar ke punah 3 bhed he

1.Raktaja (6)

3.Slesmaja (7)

4.Purisaja (5)


RAKTAJA

1.Keshad 2.Lomad 3.Lomdwip 4.Audumbar 5.Sauras 6.Jantumata/matr

(jantumata ke kes lom lom me sauras audumbar)


KAPHAJA

1.Aantrad 2.Udaravest 3.Hradyaad 4.Churu 5.Darbhapuspa 6.Saugandhika 7.Mahagada athwa maharuja

(darbha puspa ki saugandh churu ka ant hraday aur udar vest hokar mahagada karti he)


PURISAJA

1.Kakeruk 2.Makeruk 3.Lelih 4.Sashulak 5.Sausuraad.


(kakeruk makeruk sasulak sausurad leleeh)



charak - 2b6r7k5p

susrut-0b7r6k7p

vagbhat-2b6r7k5p



CHIKITSASUTRA

1.Apkarsan

2.Prakrativighat

3.Nidanparivarjan


AUSADHI

ABHYANTAR KRAMI CHIKITSA

abhyantar sarva kramyo me -vidangaadi churna

paaribhadraavleh

kramimudgar ras

gandupad (round worm) kramyo evam sleshmaja kramyo ki chikitsa ke lye
plaashbeejaadi churna

ankush mukh krami (hook worm) evam purisaja krami ke lye
yvaanyaadi gutika